કીર્તન મુક્તાવલી
Translation
(1) Chhānḍī ke Shrī Ghanshyām aur ko jo japu nām
Chhānḍī ke Shrī Ghanshyām, aur ko jo japu nām;
If I ever abandon Shriji Maharaj and chant another’s name,
Kar le kaṭārī merī, jīhvā kāṭi ḍāriyo... Chhānḍī ṭek
Then, cut my tongue off with a dagger.
Lokan kī lāj ḍaru, jo na bhakti chitta dharu;
If I abandon devotion to Maharaj fearing public shame,
Pāvak ke madhya mere, tan ku prajāriyo... Chhānḍī 1
Then, burn my body in the middle of a fire.
Jīvikā ko lobh jānī, bhakti jo karu mai chhānī;
If I hide my devotion in order to live,
Tehī chhin tan mero, shail se pachhāriyo... Chhānḍī 2
at that moment, smash my body against a slab of stone.
Muktānand kahe ṭerī, draḍhatā jo ḍage merī;
Muktanand Swami says, if my firmness in Maharaj sways,
Shūlī pe chaḍāī tīkhe, tīran se māriyo... Chhānḍī 3
Then, kill me with a shuli (a sharp needle piercing the body at the belly button).