કીર્તન મુક્તાવલી
2-1363: Āj mahā thāl jīmo Shrījī Mahārāj
Āj mahā thāl jīmo Shrījī Mahārāj
Sadhu Aksharjivandas
(Same raag as ‘Gvāl bāl Lāl jame madan Gopāl’)
Āj mahā thāl, jīmo Shrījī Mahārāj;
Rāj Akṣhar sangāth, Akṣhar-Puruṣhottam Mahārāj.
Thāl jīmo jī. Dhruv
Hari ke sevā me brahmachārī, jinakī prīt Hari se nyārī,
Unmatta-Gangā jaḷ le āī, tāmbā kunḍīme ṭhalavāī;
Bājoṭh par besāī, nhāe mardan kar sukhdāī,
Dhāre sundar ang shṛungār, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 1
Pratham mevā līe sār, papanas baḍe baḍe do chār,
Setur jambu hai guladār, keḷā safarjan anār;
Shakkar-ṭeṭī chīku bor, amarud aur hai akhor,
Mīṭhā kharbūchā hai lāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 2
Hari ke sāf karake badām, khārek mīṭhī hai tamām,
Khajūr anjīr hai Ghanshyām, amṛut āfusī hai ām;
Nārangī mosambī drākṣh, mīṭhā papitā lāe khās,
Tāje fal hai aparampār, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 3
Laḍḍu magdaḷ kā hai sārā, halavā khuramā khūbīvārā,
Āṭā jalebīkā nyārā, bundī chhūṭī lyo hai pyārā;
Le le khāje penḍe tāje, gulgul āp āpme gāje,
Maṭhiyā murabbā rasāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 4
Shīro pūrī ne dūdhpāk, badām chāroḷī hai drākṣh,
Lāe Bangālī mīṭhāī, mīṭhī ras-madhur sukhdāī;
Sundar jāvantrī jāyafaḷ, aur kastūrī kesar,
Shikhanḍ bāsundī kā thāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 5
Hari ke maṭakī dahī hai mīṭhā, gulāb-jāmbu rang majīṭhā,
Kāju-katarī pistā pāk, amāp ghevar methīpāk;
Farasī pūrī sakkarpārā, chakarī chivaḍā magaj nyārā,
Motīchūr mohan-thāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 6
Laḍḍu chūrme kā khūb, ṭhor mālpūā anūp,
Biranj makhkhaniyā mesūb, bāṭī ghīme ḍūbā-ḍūb;
Ghārī aḍadiyā rasdār, namakīn rakhkhe hai apār,
Choḷāfaḷī fāfaḍe dāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 7
Hari ke roṭī roṭalā bhāt, sundar tarakārī hai jāt,
Bhīnḍā vāloḷ vantāk, ṭamāṭar ghīsoḍā ke shāk;
Mūḷā vaḍī ālu sabjī, galakā kārelī aur bhājī,
Bhajīyā vaṭāṇā ne vāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 8
Chaṭaṇī āmalīkī banāī, koth fīdīse milavāī,
Līle mirchekī tīkhāī, āras paththarse kuṭavāī;
Līle marīke dāṇe, bhāre bhāt bhāt athāṇe,
Andar jīrā mirchī lāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 9
Kerī līmbu āde sāre, gundā kel ke achāre,
Līle mirche tīkhe bhāre, methī garmar swādu nyāre,
Dahī mākhaṇ chhāsh moḷī, moḷe sāṭe pūraṇ-poḷī,
Dūdh ghī kaḍhī dāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 10
Hari ke bhar sonekī zārī, pānī pīje avatārī,
Pān laving supārī, andar elachī hai nyārī;
Kāthā chūnā hai pūraṇ, bhāre bhāt bhāt chūraṇ,
Mukhaḍā ho jāyegā lāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 11
Hari ke thāl bhaktagaṇ gāve, pragaṭ Akṣharbrahma jīmāve,
Prasādī kī karel āsh, Shrījī rakh lo apane pās;
Līje Swāmī-Shrījī nām, jāṇe pahonchyā Akṣhardhām,
Dīje darshan karo nihāl, jīmo Shrījī Mahārāj.
Rāj Akṣhar. 12
Popular Views
1. Lākh lākh vandan Swāmī Mahantne
2. Mahant Swāmīnā darshan karatā
3. O manmāḷī chho sukhkārī āp guruhari Mahant Swāmī
4. Shāstri Mahārājno sang bhāī mane bhāgye maḷyo chhe
5. Ghaḍī nā visāru tane pal pal sambhāru
6. Vicharyā aparampār amone karavā sukhiyā
7. Kem re bhulāy ho kem re bhulāy
8. Mune Mahant Swāmīnī laganī lāgī
9. Bhāgya jāgyā mārā bhāgya jāgyā
11. Tamārī pākhmā Swāmī ame to mast thai beṭhā
12. Rājī raho ne Swāmī jīvan hu āpnī
13. Ek ṭānkaṇu khamyo ne mane chahero maḷyo
Note: Streaming kirtan videos will incur data usage. This website is not responsible if you go over your data usage and are charged by your provider. Ensure you are streaming on Wi-Fi if you have a limited data plan.