home share

कीर्तन मुक्तावली

बिगडी बात बना दे राम

बिगडी बात बना दे राम, नैया पार लगा दे राम,

युग युग से मैं भटक रहा, अब तो राह दिखा दे राम... ꠶टेक

घोर अंधेरा छाया है, मन पंछी घबराया है;

मोह माया के चक्कर में, ये मूरख भरमाया है;

अब तो अंधेरा दूर करो, ज्ञानका दीप जला दे राम... ꠶ १

तुमने जीवन दान दिया, कितना बडा एहसास किया;

हमने मगर उस जीवनका, पग पग पर अपमान किया;

जैसे हैं हम तेरे हैं, भले बूरे प्रभु तेरे है;

 गुन अवगुन बिसरा दे राम... ꠶ २

Bigaḍī bāt banā de Rām

Bigaḍī bāt banā de Rām, naiyā pār lagā de Rām,

Yug yug se mai bhaṭak rahā, ab to rāh dikhā de Rām... °ṭek

Ghor andherā chhāyā hai, man panchhī ghabrāyā hai;

Moh māyā ke chakkar me, ye mūrakh bharmāyā hai;

 Ab to andherā dūr karo, gnānkā dīp jalā de Rām... ° 1

Tumne jīvan dān diyā, kitnā baḍā ehsās kiyā;

Hamane magar us jīvankā, pag pag par apmān kiyā;

Jaise hai ham tere hai, bhale būre Prabhu tere hai;

 Gun avgun bisarā de Rām... ° 2

Kirtan Selection

Category