कीर्तन मुक्तावली
भर दे आज दीनन की झोली द्वारे आया स्वामी
भर दे आज दीनन की झोली द्वार आया स्वामी
तूं दाता है मैं हूं भिखारी तूं है सबका स्वामी... ꠶टेक
जनम जनमसे भटकुं मैं तो बांधी पाप गठरिया
आज यहां और कल जहां मैं ढूंढुं तेरी नगरिया
शरने आया तोरी सांवरिया, स्वीकारो अंतरयामी... भर꠶ १
दया प्रेम और धरम भगति से भर दे झोली मेरी
ऐसी भर दे और गुननसे छलके झोली मेरी
मिटा दे भव भवका फेरा, सुनलो मेरी स्वामी हो... भर꠶ २
Bhar de āj dīnan kī zolī dvāre āyā Swāmī
Bhar de āj dīnan kī zolī dvār āyā Swāmī
Tū dātā hai mai hū bhikhārī tū hai sabakā Swāmī... °ṭek
Janam janamse bhaṭku mai to bāndhī pāp gaṭhariyā
Āj yahā aur kal jahā mai ḍhūnḍhu terī nagariyā
Sharane āyā torī sānvariyā, svīkāro antaryāmī... Bhar° 1
Dayā prem aur dharam bhagati se bhar de zolī merī
Aisī bhar de aur gunanse chhalake zolī merī
Miṭā de bhav bhavkā ferā, sunlo merī Swāmī ho... Bhar° 2