home share

कीर्तन मुक्तावली

रहना नहीं देस बिराना है

2-318: कबीरदास

 रहना नहीं देस बिराना है ꠶टेक

यह संसार कागदकी पुडिया, बूंद पडे घुल जाना है꠶ १

यह संसार कांटेकी बाडी, उलझ उलझ मरि जाना है꠶ २

यह संसार झाड औ’ झांखर, आग लगे बरि जाना है꠶ ३

कहत कबीर सुनो भाई साधो, सतगुरु नाम ठिकाना है꠶ ४

Rahanā nahī des birānā hai

2-318: Kabirdas

Rahanā nahī des birānā hai °ṭek

Yah sansār kāgadkī puḍiyā, būnd paḍe ghul jānā hai° 1

Yah sansār kānṭekī bāḍī, ulaz ulaz mari jānā hai° 2

Yah sansār zāḍ au’ zānkhar, āg lage bari jānā hai° 3

Kahat Kabīr suno bhāī sādho, satguru nām ṭhikānā hai° 4

Kirtan Selection

Category