home share

कीर्तन मुक्तावली

मैली चादर ओढ के कैसे

मैली चादर ओढ के कैसे, द्वार तुम्हारे आउं,

हे पावन परमेश्वर मेरे, मन ही मन शरमाउं ꠶टेक

तुमने मुझको जगमें भेजा, निर्मल देकर काया,

आकर के संसार में मैंने, इसको दाग लगाया,

जनम जनम की मैली चादर, कैसे दाग छुडाउं... मैली꠶ १

निरमल वाणी पाकर तुझसे, नाम न तेरा गाया,

नैन मुंद कर हे परमेश्वर, कभी न तुझको ध्याया,

मन वीणाकी तारें तूटी, अब क्या गीत सुनाउं.. मैली꠶ २

इन पैरोंसे चलकर तेरे, मंदिर कभी न आया,

जहां जहां हो पूजा तेरी, कभी न शीश झुकाया,

हे हरिहर मैं हारके आया, अब क्या हार चढाउं... मैली꠶ ३

Mailī chādar oḍh ke kaise

Mailī chādar oḍh ke kaise, dvār tumhāre āu,

He pāvan Parameshwar mere, man hī man sharmāu...

Tumne mujhko jagme bhejā, nirmal dekar kāyā,

Ākar ke sansār me maine, īsko dāg lagāyā,

Janam janam kī mailī chādar, kaise dāg chhuḍāu... mailī 1

Nirmal vāṇī pākar tujhse, nām na terā gāyā,

Nain mund kar he Parameshwar,

Kabhī na tujhko dhyāyā,

Man vīṇākī tāre tūṭī, ab kyā gīt sunāu... mailī 2

Īn pairose chalkar tere, mandir kabhī na āyā,

Jahā jahā ho pūjā terī, kabhī na shīsh jhukāyā,

He Harihar mai hārke āyā, ab kyā hār chadhāu... mailī 3

Kirtan Selection

Category