home share

कीर्तन मुक्तावली

रसिया के रूपमें अटक गई अंखियां

1-348: सद्‍गुरु प्रेमानंद स्वामी

साखी

लटक लटकीली आय बसी उर, सुंदरवर गिरिधरकी;

लटकती चाल चलत लटकीलो, ललित लटक दोउ करकी;

 देखी अंखियां मोरी अटकी.

रसिया के रूपमें अटक गई अंखियां,

तरुण किशोर मनोहर छेलो,

रूपको रसिलो देखी मोही ब्रिज सखियां... ꠶टेक

रूप सुधा महीं गरक भई सब,

मधु महीं मगन भई जैसे मखियां... रसिया꠶ १

सुंदरता की खान सांवरो,

चतुर चितारे निरखी छबि लखियां... रसिया꠶ २

प्रेमानंद वारी तन मन धन सब,

निरखी निरखी छबि नैनन में रखियां... रसिया꠶ ३

Rasiyā ke rūpme aṭak gaī akhiyā

1-348: Sadguru Premanand Swami

Sākhī

Laṭak laṭkīlī āy basī ur, sundarvar Giridharkī;

Laṭaktī chāl chalat laṭkīlo, lalit laṭak dau karkī;

  Dekhī ankhiyā morī aṭkī.

Rasiyā ke rūpme aṭak gaī akhiyā,

Tarūṇ kishore manohar chhelo,

  Rūpko rasilo dekhī mohī brij sakhiyā...

Rūp sudhā mahī garak bhaī sab,

 Madhu mahī magan bhaī jaise makhiyā... rasiyā 1

Sundartā kī khān sāvaro,

 Chatur chitāre nīrakhī chhabi lakhiyā... rasiyā 2

Premānand vārī tan man dhan sab,

 Nirakhī nīrakhī chhabi nainan me rakhiyā... rasiyā 3

Kirtan Selection

Category