कीर्तन मुक्तावली
सांवरिया मोरी नैया तरा दे
सांवरिया मोरी नैया तरा दे,
नैया तरा दे पार लगा दे... ꠶टेक
नंदा नाइ सदन कसाई, हुई मस्तानी मीरांबाई,
ऐसा ही मुझे मस्त बना दे... नैया꠶ १
मोह के वशमें अरजुन आया, रूप विराटसे हर ली माया,
ऐसा ही मुझे रूप दिखा दे... नैया꠶ २
गज के आकर बंध छुडायो, द्रुपदसुता के चीर बढायो,
ऐसा ही मुझे भक्त बना दे... नैया꠶ ३
Sāvariyā morī naiyā tarā de
Sāvariyā morī naiyā tarā de,
naiyā tarā de pār lagā de... °ṭek
nandā nāi sadan kasāī, huī mastānī Mīrābāī,
Aisā hī muze mast banā de... Naiyā° 1
Moh ke vashme Arjun āyā, rūp virāṭse har lī māyā,
Aisā hī muze rūp dikhā de... Naiyā° 2
Gaj ke ākar bandh chhuḍāyo, Drupadsutā ke chīr baḍhāyo,
Aisā hī muze bhakta banā de... Naiyā° 3