home share

कीर्तन मुक्तावली

जिंदगी देनेवाले अय स्वामी तुम छोड न जाना

2-151: ईन्द्रजीत चौधरी

तेरी दुआ बसी है स्वामी मेरी इस रिहाई में,

कहीं मैं पागल न बन जाउं हे स्वामी तुम्हारी खुदाई में;

मेरे तो तुम ही सब कुछ, तुम ही मेरे खुदा हो,

कही मैं मर न जाउं हे स्वामी तुम्हारी जादाई में.

जिंदगी देनेवाले अय स्वामी तुम छोड न जाना,

मेरी बिगडी बनाके छोड न जाना, छोड न जाना... ꠶टेक

 तेरी हर बातों में हमें प्यार का पैगाम मिला,

 मेरी उलझी हुई ईस जिंदगी में जाम मिला;

 मैं ने की बंदगी तो... प्रमुखस्वामी महाराजाय नमोनमः

 हो... मैं ने की बंदगी तो, मुझको मेरा श्याम मिला;

कर के बेहोश हमें छोड न जाना, छोड न जाना,

दिवाना करके हमें अय स्वामी तुम छोड न जाना... ꠶ १

 अच्छा बुरा क्या होता, मुझे मालूम न था,

 ईन राहों में स्वामी मैं तो अनजान था,

 हर बुराईओं ले के मेरा सीना भरा था,

 क्या बताउं मैं स्वामी मुझ में क्या क्या न था;

मेरी तकदीर बना के छोड न जाना, छोड न जाना,

मेरी खुशी के मालिक अय स्वामी, तुम छोड न जाना... ꠶ २

 तेरे हाथों से हमे वो प्रभुका प्यार मिला,

 दिलके सूनेपन में दिलदार मिला,

 सुख और दुःख में रहे ऐसा मुझे यार मिला,

 दिल में अरमान जगा के छोड न जाना,

‘ईन्द्र’ का जिगर ले के अय स्वामी तुम छोड न जाना... ꠶ ३

Jindgī denevāle ay Swāmī tum chhoḍ na jānā

2-151: Indrajit Chaudhari

Terī duā basī hai Swāmī merī is rihāī me,

Kahī mai pāgal na ban jāu he Swāmī tumhārī khudāī me;

Mere to tum hī sab kuchh, tum hī mere khudā ho,

Kahī mai mar na jāu he Swāmī tumhārī jādāī me.

Jindgī denevāle ay Swāmī tum chhoḍ na jānā,

Merī bigaḍī banāke chhoḍ na jānā, chhoḍ na jānā... °ṭek

 Terī har bāto me hame pyār kā paigām milā,

 Merī ulazī huī īs jindgī me jām milā;

 Mai ne kī bandagī to... Pramukh Swāmī Mahārājāy namonamah

 Ho... Mai ne kī bandagī to, muzko merā Shyām milā;

Kar ke behosh hame chhoḍ na jānā, chhoḍ na jānā,

Divānā karke hame ay Swāmī tum chhoḍ na jānā... ° 1

 Achchhā burā kyā hotā, muze mālūm na thā,

 Īn rāho me Swāmī mai to anjān thā,

 Har burāīo le ke merā sīnā bharā thā,

 Kyā batāu mai Swāmī muz me kyā kyā na thā;

Merī takdīr banā ke chhoḍ na jānā, chhoḍ na jānā,

Merī khushī ke mālik ay Swāmī, tum chhoḍ na jānā... ° 2

 Tere hātho se hame vo Prabhukā pyār milā,

 Dilke sūnepan me dildār milā,

 Sukh aur dukh me rahe aisā muze yār milā,

Dil me armān jagā ke chhoḍ na jānā,

‘Īndra’ kā jigar le ke ay Swāmī tum chhoḍ na jānā... ° 3

Kirtan Selection

Category