कीर्तन मुक्तावली
मन उसीकी करो प्रार्थना
मन उसीकी करो प्रार्थना
जिसने जीवन दिया जिसने दी आत्मा
जो है संसारमें सबका परमात्मा... मन꠶ टेक
जगमें सबसे बडी एक ही शक्ति है
उसकी भक्ति से बढकर नहि भक्ति है
छल कपट लोभ के सारे संतापसे
बस उसीकी शरणमें तेरी मुक्ति है
वो हरेगा तेरी यातना... मन꠶ १
भेद वो तो किसीमें नहीं देखता
चाहता है वो सबमें रहे एकता
उसको ईन्सान बनकर दिखायेंगे हम
क्या हुआ बन न पाये अगर देवता
जिसने दी है हमे भावना... मन꠶ २
Man usīkī karo prārthanā
Man usīkī karo prārthanā
Jisne jīvan diyā jisne dī ātmā
Jo hai sansārme sabkā Paramātmā...
Jagme sabse baḍī ek hī shakti hai
Uskī bhakti se baḍhkar nahi bhakti hai
Chhal kapaṭ lobh ke sāre santāpse
Bas usīkī sharaṇme terī mukti hai
Vo haregā terī yātnā... man 1
Bhed vo to kisīme nahi dekhtā
Chāhtā hai vo sabme rahe ektā
Usko īnsān bankar dikhāyege ham
Kyā huā ban na pāye agar devtā
Jisne dī hai hame bhāvnā... man 2