कीर्तन मुक्तावली
उड जायेगा हंस अकेला
उड जायेगा हंस अकेला, दो दिनका दर्शन मेला;
राजा भी जायेगा जोगी भी जायेगा, गुरु भी जायेगा चेला... ꠶टेक
मातपिता भाई बन्धु भी जायेगा, और ये धनका थेला;
तन भी जायेगा मन भी जायेगा, तूं क्यों भया है छेला... दो꠶ १
तूं भी जायेगा तेरा भी जायेगा, सब मायाका खेला;
कौडी कौडी माया जोडी, संग चले ना अधेला... दो꠶ २
साथी रे साथी तेरे पार उतर गये, तूं क्यों रहा अकेला;
रामनाम निष्काम रटो नर, भीदि जा ये है घेरा... दो꠶ ३
Uḍ jāyegā hansa akelā
Uḍ jāyegā hansa akelā, do dinkā darshan melā;
Rājā bhī jāyegā jogī bhī jāyegā, guru bhī jāyegā chelā... °ṭek
Māt-pitā bhāī bandhu bhī jāyegā, aur ye dhankā thelā;
Tan bhī jāyegā man bhī jāyegā, tū kyo bhayā hai chhelā... Do° 1
Tū bhī jāyegā terā bhī jāyegā, sab māyākā khelā;
Kauḍī kauḍī māyā joḍī, sang chale nā adhelā... Do° 2
Sāthī re sāthī tere pār utar gaye, tū kyo rahā akelā;
Rāmnām niṣhkām raṭo nar, bhīdi jā ye hai gherā... Do° 3