कीर्तन मुक्तावली
इस तन धनकी कौन बडाई
1-590: कबीरदास
इस तन धनकी कौन बडाई, देखत नैनोंमें मिट्टी मिलाई ꠶टेक
अपने खातिर महल बनाया, आप ही जा कर जंगल सोया ꠶ १
हाड जले जैसे लकडीकी मौली,† बाल जले जैसे घासकी पोली ꠶ २
कहत कबीरा सुनो मेरे गुनिया, आप मूए पीछे डूब गई दुनिया ꠶ ३
†खोली
Is tan dhankī kaun baḍāī
1-590: Kabirdas
Is tan dhankī kaun baḍāī, dekhat nainome miṭṭī milāī °ṭek
Apne khātir mahal banāyā, āp hī jā kar jangal soyā ° 1
Hāḍ jale jaise lakaḍīkī maulī,† bāl jale jaise ghāsakī polī ° 2
Kahat Kabīrā suno mere guniyā, āp mūe pīchhe ḍūb gaī duniyā ° 3
†kholī