कीर्तन मुक्तावली
सपने चाहे लाख सजालो
सपने चाहे लाख सजालो, कुछ न आये साथ,
राजा रंक फकीर सभीको, जाना खाली हाथ,
छोड जा रहा है, छोड जा रहा है ꠶टेक
ताज से शान नहीं है प्यारे सच्ची नीति धरम चाहिए,
धन दोलत सब धूल है प्यारे, बिना दाग एक कफन चाहिए... ꠶ १
शहेनशाहे आलम ऐसा हो जो, सबके दिल पर राज करे,
राहबर सच्चा मिल जाये तो, वो अंधियारा दूर करे... ꠶ २
Sapne chāhe lākh sajālo
Sapne chāhe lākh sajālo, kuchh na āye sāth,
Rājā rank fakīr sabhīko, jānā khālī hāth,
Chhoḍ jā rahā hai, chhoḍ jā rahā hai °ṭek
Tāj se shān nahī hai pyāre sachchī nīti dharam chāhie,
Dhan dolat sab dhūl hai pyāre, binā dāg ek kafan chāhie... ° 1
Shahenshāhe ālam aisā ho jo, sabke dil par rāj kare,
Rāhbar sachchā mil jāye to, vo andhiyārā dūr kare... ° 2