कीर्तन मुक्तावली
मनवा हरपल श्याम नाम रटना
मनवा हरपल श्याम नाम रटना
कोई नहीं है जगमें अपना
काहे तुं देखे सपना... ꠶टेक
ईस जगमें सब सुखके साथी
श्याम नाम है दुःखका साथी
छोड दिया क्यों नाम हरिका
बीत चली तेरी उमरिया... मनवा꠶ १
जूठी माया जूठी काया
संग तेरे हरि नामका साया
भज ले हरिका नाम है साचा
बांध हरि नामकी गठरिया... मनवा꠶ २
Manvā harpal Shyām nām raṭnā
Manvā harpal Shyām nām raṭnā
Koī nahī hai jagme apanā
Kāhe tu dekhe sapnā... °ṭek
Īs jagme sab sukhke sāthī
Shyām nām hai dukhkā sāthī
Chhoḍ diyā kyo nām Harikā
Bīt chalī terī umariyā... Manvā° 1
Jūṭhī māyā jūṭhī kāyā
Sang tere Hari nāmkā sāyā
Bhaj le Harikā nām hai sāchā
Bāndh Hari nāmkī gaṭhariyā... Manvā° 2