कीर्तन मुक्तावली
तेरी बिगडी बात बन जाई
1-543: कबीरदास
तेरी बिगडी बात बन जाई हरि का नाम जपा कर भाई... ꠶टेक
श्याही गई सफेदी आई, फिर भी तेरी समज न आई,
रामनाम के बडें आलसी, तुम्हरी मति बहोराई... १
दुनिया दौलत मालखजाना, बनिया बेल लदाई,
हम जाने संग चलेगी माया, सभी यहां रहे जाई... २
भाई बंधु कुटुंब कबीला, कोई काम न आई,
हम जाने संग चलेगी काया, हंस अकेला जाई,
कहत कबीर जगत सब जूठो, रामनाम संग जाई... ३
Terī bigadī bāt ban jāī Hari kā nām japā kar bhāī
1-543: Kabirdas
Terī bigadī bāt ban jāī Hari kā nām japā kar bhāī...
Shyāhi gaī safedī āī, fir bhī terī samaj na āī,
Rāmnām ke baḍe āḷsī, tumharī mati bahorāī... 1
Duniyā daulat mālkhajānā, banīyā bel ladāī,
Ham jāne sang chalegi māyā, sabhi yahā rahe jāī... 2
Bhāī bandhu kuṭumb kabīlā, koī kām na āī,
Ham jāne sang chalegi kāyā, hans akelā jāī,
Kahat Kabīr jagat sab jūṭho, Rāmnām sang jāī... 3